Tera Saaya

Aaj ki dastaa kuch alag darshate hain,

Aankhe teri tujhpe na jaane kyu khoob bhaate hain.

Mausam ki tarah ye log bhi rang badal lete hain,

Ye kisi aur k toh kya apne khud k nhi ho paate hain.

Kyu na jaane aaj main teri har ek takleef se lada hoon,

Par tu der mat main tera saaya ban har samaye tere peeche khada hoon.

– Utkarsh Sharma

@utkarshsharma23